Terey Janam Din Me Sai
Lyrics
||||
Terey Janam Din Me Sai Tujhe Koti Pranam Karenge Tujhe Koti Pranam Karenge Tujhe Koti Pranam Karenge [ Terey Janam ... ] Teri Janma Bhumi Me Sai Aye Bichchade Behan Aur Bhai Teri Pooja Karne Baba Teri Prashanthi Me Ayenge [ Terey Janam ... ] Dhanya Ho Eshwaramba Merey Sai Ko Tumne Janma Teyis November Ko Baba Sai Bhajan Aur Gaan Karenge Happy Birthday To You Sai Rama Happy Birthday To You Sai Baba
IAST
Tere Janama Dina Meṃ Sāīṃ Tujhe Koṭi Praṇāma Kareṅge Tujhe Koṭi Praṇāma Kareṅge Tujhe Koṭi Praṇāma Kareṅge [ Tere Janama ... ] Terī Janma Bhūmi Meṃ Sāīṃ Āe Bichaṛe Bahana Aura Bhāī Terī Pūjā Karane Bābā Terī Praśānti Meṃ Āeṅge [ Tere Janama ... ] Dhanya Ho Īśvarāmbā Mere Sāīṃ Ko Tumane Janmā Teīsa Navambara Ko Bābā Sāīṃ Bhajana Aura Gāna Kareṅge Haippī Barthaḍe Ṭū Yū Sāīṃ Rāma Haippī Barthaḍe Ṭū Yū Sāīṃ Bābā
Meaning
On your birthday, O Sai, we offer countless salutations. Devotees, like scattered siblings, will gather in Prashanthi, your sacred birthplace, to worship you and sing your glories on November 23rd, honoring Mother Eshwaramba who bore you.
Musical Details
Ladies Pitch
2 P
Gents Pitch
5 P
Raga
Sindhu Bhairavi / Bhairavi
Beat
8 Beat - Keherwa - Adi
Tempo
Medium Fast
Level
Intermediate