Hum Sab Boley Namah Shivaya

Lyrics

Hum Sab Boley Namah Shivaya Hara Hara Hara Hara Mahadeva, Hara Hara Hara Hara Mahadeva
Terey Dhyan Mey Khoyen Hum Sab Nis Din Tera Bhajan Karoon
Hara Hara Hara Hara Mahadeva, Hara Hara Hara Hara Mahadeva
Tum Hi Badey Dayalu Ho Shankar Tum Hi Badey Krupalu
Sathya Sai Hai Naam Tumhara Jag Ke Tum Rakhwaley Ho [ Hara Hara ... ]
Namah Shivaya Namah Shivaya (8)

Musical Details

Ladies Pitch

7 P

Gents Pitch

3 P

Raga

Vakulabharanam / Basant Mukhari

Beat

8 Beat - Keherwa - Adi

Tempo

Medium Fast

Level

Intermediate